Chale jaoge beshak merei zindagi se,
magar is dil se kis tarah jaoge,
ayegi jab meri yaad to aansu bahaoge,
chagoge mujhse milna par mil nahi paoge,
puchega koi mere baare me to, galti meri bataoge,
honge teri mehfil me sabhi,magar hume nahi paoge,
mehfil me rehkar b tanho ho jaoge,
sochoge jab mere baare me to phir pachtaoge,
meri nazar me hamesha bewafa kehlaoge
Zindagi ke tufaano ka saahil hai aapki dosti,
Dil ke armaano ki manzil hai aapki dosti,
zindagi bann jaayegi jannat,
agar maut aane tak saath rahe aapki dosti
Dil ke Kone se Ek Aawaz Aati hai,
Hame Har Pal Unki Yaad Aati hai,
Dil Puchta hai Baar Baar humse,
Jinhe hum Yaad Karte hai,
Kya Unhe Bhi Kabhi Hamari Yaad Aati hai… ...
Har Raat chandni raat nahi hoti,
har Dost me aap jaisi baat nahi hoti,
Na jaane KHUDA hame kya saza de raha hai,
joh aaj kal aapse mulakat nahi hoti
Kahan Koi Esa Mila Jispe Dil Luta Dete.
Har Ek Ne Dhoka Diya Kis KIs Ko Bhula Dete.
Apne Dil Ka Dard Dil Me HI Dabaye Rakhe He.
Karte Bayan To Mehfil Ko Rula Dete
main dooba to kinare pe khadi thi duniya,
hasne walo me mera muqaddar bhi tha,
ro raha tha jo janaze se lipat kar mere,
kaise keh doo k wohi mera qatil tha. ...
woh na aaye par unki yaad aa kar wafa kar gayi,
rahi tamanna har waqt milne ki mere aman sakun tabah kar gayi,
dar par aahat suni kai baar socha asarr dua kar gayi,
darwaza khola to koi nahi tha mazak humare saath hawa kar gayi.
ae mere jamaza uthane walo,
dekhna koi bewafa paas na ho,
agar ho to use kehna,
aaj khushi ka mauka hai udaas na ho,
Phir chupke se yaad aa gaya koi,
In hasti hui aakhon ko phir rulaa gaya koi,
Kaise Shukriya aada Karen uska,
Hum jaiso ko bhi YAAD kar gaya koi. ...
Dekhlo awaaz dekhar pass apne paoge,
Aaoge tanha par Tanha na jaoge,
Dur reh kar bhi tum par hai nazar meri,
Thaam lenge hath, jab bhi thokar khaoge
Aapki Tharif Hum Kare,
Itni Meri Shayary Mai Shabd Kahan,
Khuda Ne Khubsurathi Jo Aapko Di,
Itni Khubi Phulon Main Kahan.
Itna Muskara Kar Na Dekha Ki Jiye,
Ki Zamana Jal Jayega,
Aapke Ek Muskurahat Ke Liye,
Suraj Dhalna Bhool Jayega.
Ek Bar Humse Bhi Dil Lagakar Dekho,
Dil Main Aap Ki Taswir Hai,
Dil Hi Dil Main Pata Chal Jayega,
Humko Aapse Kitna Prem Hai.
Dil Main Hai Yadain Tere,
Aakhon Main Tera Chehra Hai,
Kaise Bandh Karloon Aankhe,
Tujhe Kho Dene Ka Dar Lagtha Hai.
Woh Chehra Harpal Yaad Aaye,
Tanhai Mai Dil Tadsaye,
Sirf Ek Awaz Soone Ko Dil Taraz Jaye,
Jab Bhi Aap Humse Dur Chali Jaye.
Khushbu teri Dosti ki muje mehka jati hai.
Teri har baat mujhe behka jaati hai,
Saas toh bahut der leti hai aane me…
har saas se pehle Teri yaad aa jati hai…
aaj hum unhe bewafa bata k aaye hai,
unke diye hue khat paani me baha k aaye hai,
koi nikaal k padd na le, is liye
paani me bhi aag laga kar aaye hai. ...
Lehro se milkar na woh beh sake na hum,
ek duje ke Dil me na woh reh sake na hum,
jeet lete aasma ek din lekin, palkon ke khamoshi ko
hoto se na woh keh sake na hum…
Kabhi pass aa gaye,
kabhi dur ho gaye,
unhone ek baar bhi mudkar na dekha hume,
par hum unke liye bewafa zarur ho gaye,
kya galti hui humse hum puchte rahe,
aur woh kehte rahe hum majhbur ho gaye,
hum mangte rahe dua unki khushiyon ki,
woh hume chodh kisi aur ki ankho ke noor ho gaye,
woh sochte rahe k khush hai hum,
par hum tut kar andar tak chakna chur ho gaye,
mujhe pyar karne ki mili itni badi saza
aur woh hume maarkar bhi bekasur ho gaye…
hum jee rahe the unka naam lekar,
vo gujarte the hamara salaam lekar,
ek din vo keh gaye bhula da humko,h
umne pucha kaise? vo chale gaye hath mein jaam dekar
Koi kehta hai zindagi zeher hoti hai,
Koi kehta hai zindagi kehar hoti hai,
hum kehta hai joh tadapti rahi sada kinare ke liye,
zindagi ek aisi lehar hoti hai\
Hasrat hai sirf aapko hasane ki,
aur koi khwaish nahi is begane ki.
Shikwa mujhe aapse nahi, khuda se hai, \
kya zarurat thi tumhe itna pyara banane ki
Tanha ho kabhi toh mujhe dhund lena,
is Dunia se nahi Apne Dil se puch lena.
Aapke aas pass hi kahi rehte hai hum,
Yaadon se nahi toh saath guzare lamho se puch lena
Dil tuta toh ek awaaz aayi,
Cheer ke dhekha toh ek cheez nikal aayi,
Socha kya hoga is khali Dil me,
Pani se dhokar dekha toh aap ki tasveer nazar aayi…
Khuli ankhon se dekha umar bhar ek aisa khwab jo apna na tha,
Hai aaj tak wo shakhs dil me jo us waqt bhi mera na tha.... ...
kaanch ko chahat thi patthar paane ki,
ek pal me fir tutkar bikhar jaane ki,
chahat bus itni thi us deewane ki,
apne tukdo me tasvir uski saajane ki,
Duniya me aane wale b kam na honge,
duniya se jaane wale b kam na honge,
suni reh jayegi aapki mehfil,
jab aapki mehfil me hum naa honge,
aaj bhi kai sawaal hai is dil me,
pyar ka gham bezubaan hai is dil me,
kuch keh nahi paata ye dil magar,
us bewafa k liye aaj b pyaar hai is dil me,
Machar aur Makhiki ho gayi shadi.
Pehli hi raat se ho gayi machar ki barbadi,
kehta hai ki meri kismat hi khoti hai,
makhi raat ko goodnight lagake soti hai.
Dil ka dard dil todne wale kya jaane,
Pyar ke rivajon ko zamana kya jaane,
Hoti hai kitni takleef ladki ko patane mein,
Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane
maine jo socha wo kabhi paya nahi,
chahkar bhi main usko bhul paya nahi,
chahta to tha main usko apnana,
per maine usko kabhi ye bataya nahi…
kabhi-kabhi aesa bhi hota hai,
pyar ka asar jara der se hota hai,
aapko lagta hai hum kuch nahi sochte aapke baare me,
par hamari har baat me aapka hi jikr hota hai.
jab yaad aati hai tumhari muskura lete hai,
kuch palo ke liye har gam bhula dete hai,
kaise bhig sakti hai aapki palken,
aapke hisse ke aansu to hum baha lete hain.
dete ho kyu ye dard bas humi ko
kya samjoge tum in ankho k nami ko
yu to honge lakhon diwane is chand ke
chand kya mehsus karega ek tare k kami Ko
Hum Nay Aap Ko Apni Aankhon Main Basaya Hai
Dil Ka Kamra Aap Hi K Liey Sajaya Hai
Aap Humain Msgs Tu Kartay Hi Nahin
Hum Nay Tu Msgs Pack Aap K Liey Hi Activate Karwaya Hai
jawaab teri shayari ka….
denge hum shayari mein….
naam tera likh baithe hain….
apne dil ki diary mein
Unn dino ki yaad ne aaj dilko phir rulaaya hei
Sur ke adhurepan ne, nagmo ne tumhe phir bulaaya hei
Tere jaane ke baad se dil mera khamoshi se dhadka
Khamosh mere dil ne, aaj kuch phir gun-gunaaya hei
Vafa-e-ishq mein hum luut jaayenge Aur tuje majboor kar jaayenge
Humei chahne ko tum majboor ho jaaoge Aur hum tumhe chorr jaayenge
Kasam hei mujhe apne pehle pyaar aur vafa ki
Jo dard diya hei tune mujhe Ush dard ka tuje ehsaas karvayenge
Jabh aankh mein nami si hoti hei,
Dil mein kisiki kami si hoti hei,
Jabh aankh jukh jaaye toe nami sukh jaaye,
Par koi bataaye kaise dil ka dukh jaaye...!
Kehna har baat zubaan se zaroori toh nahin,
Umar guzari hai aadhi poori toh nahi.
Dur zaroor baithe hain aapki nazaron se,
par Dil ki Dil se duri toh nahi! ...
haseeno ke husne pe mat jana dilwalo,
yea husne nahi naquab hai...
unke dil ke andar jhank kar dekho,
mohabath nahi tezaab hain ...
Beete pal wapas la nahi sakte,
Sukhe phool wapas khila nahi sakte,
Kabhi kabhi lagta hai aap hame bhul gaye,
Par kasam dosti ki dil kehta hai,
Ke aaap hame bhula nahi sakte
koi khat nahi,koi khabar nahi,
shayad apko dosti ki kadar nahi.
Hum apko yaad karte hain har sans ka sath ,
shayad apko hamari sanson ki fikar nahi
Rishta banaya hai to nibhayenge,
Har pal ap logon ko hasayenge,
Pata hain MHO WALON KO to FURSATH nahi yaad karne ki,
Hum hi tang kar-kar ka apni yaad dilayenge.. ...
Itna pyar na karo ke bigad jaye hum,
Thoda danta bhi karo ke sudhar jaye hum,
Agar ho jaye koi khata toh ho jana khafa,
par itna bhi nahi ke mar hi jaye hum…
Kuch wajey bhi hai ruth jaane ke liye,
Dil rota hai usse pukarne ke liye,
Zindagi tarasti hai uski ek jhalak ke liye,
uski ek muskaan kafi hai hame manane ke liye!
4 Bundo se bana hua chota sa Samandar,
Laharo pe bhigti choti si Basti,
Chal dunde Barish me bachpan ka sahil,
hath me lekar ek Kagaz ki Kashti
kuch na kisi se bolenge, bas tanhai main chup chap ro lenge,
apni to ek musafir jaisi hai jindagi, saath kisi k bhi ho lenge,
ye jeewan to ek jaher bhara pyala hai,
kab tak isme amrit gholenge,
Nazar humari,
Nazar tumhari,
Nazar ney dilki nazar utari .....
Nazar ney dekha nazar ko aisey,
Key kavi nazar na lagey,
Dosti ko humari ....
Payal chhankati ayee thi…..
Payal chhankati chali gayee,
Main sindoor leke khada tha,
Mujhe Rakhi pehnake chali gayee.
Na Maa ke pyaar se,
Na Daddy ke maar se,
Na doston ki fatkaar se,
Na ladki ki inkaar se....
Aur na hi chapplon ki bauchar se
Tujh jaise aashiq sudhrenge to,
RAKHI ke hathiyaar se
Khuda kare tujhe khushiyan hazaar mile,
Mujhse bhi achcha yaar mile,
Meri girlfriend tujhe bandhe RAKHI,
Aur ek AUR behan ka pyaar mile...
Saaqi teri mehfil mein ek mehmaan abhi baki hai....,
Teri may ka, tere roop ka kadardaan abhi baki hai....;
Iss tarah kaise uthh jaaoon, Kahani adhoori chhod kar aise...,
Tune rukh se naqaab uThaaya hai mera imtehaan abhi baki hai..!!!
Baadal garaja magar barasaat nahi aayi,
Dil dhadaka magar aawaj nahi aayi,
Pura din gujarane ko hai dost,
Kya ek baar bhi meri yaad nahi aayi
Aaj apne aap se khafaa hoon......
Jo uske chere ki madhoshiyaan na pad saka,
Par kya karoon uski yaad me aisa khoyaa
Ki uski muskurahat ke peeche ki shararat na pad saka
dost mera.dosti mera kuch is tarah intekam leti hai,
bat karna chahu magar majburiya kadam tham leti hai.
warna hum bewafa nahi bewafa to apni kismat hai
hota he ye aksar ki dil tut jaye.
hota he ye aksar ki mohabbat ka sath chut jaye.
par agar dil dhadke kisi ke nam se
to kyon koi kisi ka pyar bhul jaye
dard ho dil me to jataya nahi karte.
ankhon ke anshu kisi ko dikhaya nahi karte.
dil totjaye ye aksar hota he. isliye
kisi ki yaad dil me sajaya nahi karte
kuch na kisi se bolenge,
bas tanhai main chup chap ro lenge,
apni to ek musafir jaisi hai jindagi,
saath kisi k bhi ho lenge,
ye jeewan to ek jaher bhara pyala hai,
kab tak isme amrit gholenge
her shaam ko tera intezar kiya karte hai
her khawab main tera dedar kiya karte hai.
mohtaz hi to hai hum tere,
jo her waqt milne ka intezar kiya karte hai. ...
Palko me kaid kuch Sapne hai,
kuch Begane, kuch Apne hai,
Na jaane kya Khubsurti hai teri is dosti me,
aap humse dur hoke bhi kitne apne hai
Zindagi me kuch Sapne saja lena,
Dil me kuch Armaan jaga lena,
Hum aapki raho se har Dard chura lenge,
jab chaho aap humko Aazama lena…
Is Dil me tere liye itna pyaar rahega,
ke Waqt bhi uska Gawah rahega,
Tera Pyaar shayad kisi aur ke Nasib me ho,
Par sirf yeh Dil tere Yaadon ka haqdar rahega… ...
uski yaad ne mujhe phir rula diya,
kaisa hai wo zalim jisne ye sila diya,
do shabad likhne ka mujhe salika na tha,
aur aaj uski mohabbat ne mujhe shayar bana diya, ...
Aisi Dosti humari ki TU har raah har dagar mein mile,
marr bhi javu agar to tu dosti ki khatir PAAS WAALI KABAR MEIN MILE
Labo ki hasi tere naam kar denge,
har khushi tujh par kurbaan kar denge,
jis din hogi koi kami mere pyaar me,
Zindagi ko Maut ke Naam kar denge… ..
Kal Fursat Na Mili toh kya hoga,
Itni Mohabbat Na Mili toh kya hoga,
Roz Kehte ho Kal Milenge… Kal Milenge,
Kal Aankhen Na Khuli toh kya hoga
nahi ban jata koi apna dil lagane se,
karni padti hai dua rab se,sacha pyar pane mai,
rakhna sambhal kar ye aashiyana apna,
toot na jaye ye kisi k bahkane se.
kaagaz pe humne zindagi likh di,
ashkon se seench kar apni har khushi likh di,
dard jab humne ubhara lafzo me,
zamane ne kaha wah kya gazal likh di,
AaP Ki Duya Hai saRKaR
Ke aBHi TaK Hum Hain BaR KaRaR
miLjata thoRa sa pyaaR
agaR Hote aaJ aaPke DeeDaR
yaaro ki baatye aachi lagi
dil ko bhaylanye ke liye
ye shayaro shayari aachi lagi
mila na koi fir bhi
dil ko chan denye ki liye
yaaro ki shayari aachi lagi
Pyaar karna itna aasan nahi hota,
pyar bina rehna itna aasana nahi hota,
joh koi yaar ek baar dilko choo jaye toh,
uss yaar ko bhulana itna aasan nahi hota… ...
Na kuch der thahre,na kuch der bat ki,
badi aarzu thi mulakat ki,
na samjho ise tum koi dillagi,
bus samjho vajah mere haalat ki,
kat hi jayenge dukho k ye din,
subah hoti hai kyouki har raat ki
Dil me itni bekarari na thi,
zindagi kabhi itni pyari na thi,
zindagi-zindagi si lagti hi na thi,
aap jaise doston se jab yari na thi
Nazar uthi tho ada ban gayi,
nazar juki tho dua ban gayi,
Nazar na hoti tho nazara bhi na hota,
tum na hote tho hamara guzara bhi nahi hota........ .
kuch khoye bina hamne paya hain,
kuch mange bina hame mila hain,
naaz hain hame apni takdeer pe
jisne hame tum jaise dost se milaya hain
Khasish Dil ki har chiz bhula deti hai,
Bandh aankhon me bhi Sapne saja deti hai,
Sapno ki Duniya jarur rakhna,
kyonki Haqiqat toh sabko Rula deti hai
Khuli aankhon se tujhe dekhna kismat mein nahi..
Bas sapno mein tujko nihara karte hai.
Kuch nahi chahiye hame teri hasi ke siwa….
Duao mein isi khushi ko manga karte hai